

Jese hee mein Bahir niklee aik naqaz posh aadmee bara saa khanjar le kar mere pechay bhagnay laga or mere naam pukarnay laga,Īgay hee lamhay achanak se manzar badal jaata hai or Mehvish mujhay jaga ho rahee hotee hai, Mene baree mushkil se apnay aap ko sambhala or kamray ka darwaza khaul kar bahir bhagee, Uska pura chehra khoon say lat pat thaa or woh murda paree thee, Meri tau bas rooh parvaz karne walee thee, Mene foran mehvish ko uthaya, lekin mehvish ko jese hee jaganay pohanchee or uska chehra daikha tau, Mera rang khauf kee waja se safaid par chuka thaa agar thoree dair or awazain ateen tau shayad mera dil phat jata, Mein dar kar uchal paree, kuch kuch waqfay se Ainay kay andar se glass tootnay kee awazain aatee raheen, Mein glass dhoondtay dhoondtay jese hee kamray mein maujood ainay kay qareeb pohanchee tau aik phir glass tootnay kee awaz ayi, Lekin mujhay aik glass tak bhee nahi mila, Mera khauf or preshani barhtay jaa rahay thay,

Mein samjh gayi kay ye Mehvish nahi koi or mamla hai, Mein himmat kar kay kharee huwe or Kamray mein Tootay huwe glasses dhoondne lagee, Or Mehvish ko daikha tau woh ussee tarah soyi huwi thee jese akafi dair se soyi huwi thee, Mein mehvish ko rangay hathon pakar lungi, 10 minutes baad phir awaz ayi tau mene direct ankhain khol leen, Mene socha kay mein jan boojh kar ankhain band kar laitee hon or ab jese hee glass tootnay kee awaz ayegi, Kuon kay aksar meri doston kay sath bhee Hostels mein aise mazak hote rahay hain,

Lekin us nay koi jawab nahi dia or woh kharatain lenay lagee, mujhay iss baat ka andaza thaa kay Hostel mein mere sath ye sab hoga, Mene usay apnay bed par lete lete hee awaz dee kay Mehvish mujhay pata hai tum ye sab daranay kay liye kar rahee hoo, Mein samjh gayi thee kay shayad woh mujhay daranay kay liye ye sab kar rahee thee, Mein ghabra kar phir uth gayi, Mehvish nay Dusree taraf karwat lia huwa thaa iss liye mujhay us ka chehra nazar nahi araha thaa, Mein apna wehem samjh kar wapis soo gayi, kuch 5 minutes kay baad phir se aik or glass tootnay kee awaz ayi, Kaanch kaa glass tootnay kee awaz se meri ankh khool gayi, mene Mehvish ko daikha tau woh ghoray gadhay bech kar araam se soyi huwi thee, Mene dil behlanay kay liye Book nikal kar parhna shuru kar dee, book parhtay parhtay pata nahee mujhe kab neend agayi, Meri zindagi mein Hostel ka naya naya experience thaa iss liye mujh par dar or be chaini kee kefiyat taree thee, Rat kay 11 baj chukay thay, Mehvish Head phones par shayad English songs sun rahee thee kuon kay har thoree baad woh “My Love My Love” gungunay lagtee, Usnay mujhay apnay naam kay ilawa kuch nahi bataya thaa or mene bhee ziada janne ki koshish nahee kee, Mehvish bohat baray ghar kee larkee thee iss liye uska sar ghuroor se bohat uncha thaa, Yeh Short horror Story in Hindi / Urdu parh kar aap bhee shayad Hostel mein kabhi na jayen, Hamaree is Urdu Horror story kay bare mein apnee raye zarur dain Comment main,Īaj mera Hostel mein pehle din thaa, meri room partner kaa naam Mehvish thaa, This post has already been read 22596 times! Introduction of the Hindi Horror Story:
